Car Loan Ke Liye Documents kya kya chahiye -Car Finance Documents

Car Loan (4 wheeler Loan) Kese Le Full Process Jane 


dosto ghar me ek branded car hona sabhi ka ek dream hota hai kar na keval apna zivan aramdayi bnta hain balkay bahut si mushkily kam ho jati hai public transport se jujhte huye daftar pahuchna ya weekend pr ghumne ke liye bahar jana bahut asan ho jata hain

pehle car kharidna kisi ke bhi liyebahut  badi bat hoti thi kyuki iske liye ekmusht rakam kharch karni pdti thi lekin ab car loan asani se mil jata hai jiski wajah se car kharidna bahut hi asan ho gya hain

BANK aur NONBANK aapko aasan emi par loan de dete hai jisse aap apne budge par apne hisab se car loan finance krwa sakte hai



Car Loan Ke Liye Documents kya kya chahiye -Car Finance Documents
Car Loan Ke Liye Documents kya kya chahiye -Car Finance Documents




Read More Three Wheeler Finance Process


Car loan kon kon le sakte hai 


car loan lene ke liye sab bank ke alg alg term conduction hai jinhe aap ko dhayn se dekhna chahiye
isme aapki age kitni hai aap ki income pemana kya hia aap konsi nokri karte hai aap kha rhate hai etc samil hai

Car Loan lene ke liye Documents Process 


ID PROOF KE LIYE DOCUMENTS


  • PAN CARD
  • PASPORT
  • DRIVING LICENSE
  • AADAR CARD
  • IDENTY PROOF


ADDRESS PROOF KE LIYE DOCUMENTS 


  • RADIANCE AADAR CARD 
  • IDENTY CARD
  • PASSPORT
  • DRIVEING LICENSE



  • AGE PROOF
  • PASSPORT SIZE PHOTOS
  • CAR KE DOCUMENTS


INCOME FROOF

  • 3 MONTH SALARY SLIP
  • 6 MONTH BANK STATMENTS
  • ITR RETURN
  • CHAQUES



Read More Bike  (2 Wheeler ) Loan Lene Ke Liye Documents Process

NOTE: Kuch companyes car insurance aur driving license ke bagar car loan process nhi karti hai 

Car Loan Intrest Rate


loan dene wali companyes new car aur second hand car dono pe loan deti hai leni in dono ki rate intrest alg alg hoti hai

new car intrest 9.25 se lekar 13 se 14% ho sakta hai jabki second hand car loan ki intrest rate 13 se 18 % ke bitch ho sakti hai


Hypothecation Kya Hai

car loan lete finance karwate samay bank companies kagaj karvahi documents process karti hai  compnies ke pass paas ye

 Hypothecation ek advance hota hai ki agar aap waqt par car ki emi pay nhi kar pate hai to companyies aapki car ko utha sakti hai aur aapki property ko jabt kar sakti hai

ye Hypothecation tabhi canclled hota hai jab aap poora loan clear kar dete hai aap ise noc lene ke baad hataa sakte hai 



Car Loan Me kon Kon se kharche hote hai 


loan lene me bhut se charge lagte hai jese

  • jab loan apply karte hai to processing fees lagti hai
  • aapki processing fee 0.4 se 1 % ho sakti hai
  • agar aap time se phele repayment karte hai tab nhi kuch % bank leta hai
  • kuch bank iske liye 4 -5% charge lete hai jabki kuch bank nhi lete hai 
  • kuch bank part payment emi ki suvidha dete hai jisse bhi bank charge lete hai
  • aap apne car loan ko 6 month se phele repayment nhi kar sakte 


Repayment 

jab bhi aap car loan le har bank ke ROI (rate of intrest ) alg lag hote aapko apne budge ke hissab se car loan lena chahiye jisse ki aap repayment loan emi pay kar sake 
car loan 1 se lekar 7 years ke antraal me diya jata hai apni suvidha ke hisaab se aap krva sakte hai 


Car Loan Lete Samay Dhayan Rakhe 


ki jydatar bank medium car MUV aur SUV finance kar dete hai lekin aapko loan lete samay yah chake kar lena chahiye ki bank aapko loan ke liye kitni limit de rha hai

agar car kisi person ke nam pe purchase ki hai to uske lncome me kisi trah ka koi benifit ka dawa nhi kiya ja sakta hai 

most important car loan lete samay aapko pay ki jane wali intrest ko chake kar lena chahiye 

Summary


is post me mene aapko bataya hai ki car loan ke liye kya kya documents ki jarurt padti hai aur car loan ki rate of intrest kya hai car loan kin ko diya jata hai car loan lete samay kya kya dhan rakhna chahiye 

car loan process karna aasan hai bcoz isme documents ki need kam hoti hai car loan lene ke liye aapko kuch girvi rakhne kin jarurat nhi hai  
Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url