how to increase kd in pubg hindi- tips and good tricks

 hello dosto swagat hai aapka hamare blog me aaj ke is post me janage kese aap apne pubg game me apna KD matlb kill death ratio ke bare me to dosto jada time na lete hue start karte hai 



PUBG MOBILE Me KD Kese Badaye

dosto agar baat kare games ki to sabse pehele pubg games ka hi naam aata hai kyuke inse har jgh baccho bado jwan bude sabko apni trf attract kar liya hai aur, addict bna diya hai log is game ko jada khelna pasand karte hai 

dosto is game me agar aapka KD accha hai to player aapko jada mhtv dete hai isliye is game me KD sabse jada matter karta hai isliye sabse jada log pubg me KD banane par dhyan dete hai ve apna sara time traning mode me dete hai ya fir vha jha ve apne pubg mobile ki kd ko improve kar sake 

dosto yah sahi baat agar aap ki skills ko chek kare to aapki kd resho se pta chal jata hai aap kitna accha kehlte hai yadi aapka pubg kd accha hai to mtalb aapki skill pubg me bhut acchi hai 

isliye yadi aap kisi acchi squad me join hote hai to vo log sabse phele aapke kd ko chek karenge ur us hisab se aapko khilayenge isliye mene socha ki aap logo ke liye me ye airticle likhu jisme aap logo ko bada saku ke pubg lite ya pubg me apna kd kese badaye kese apni skills ko badaye 


What Is KD in Hindi 

dosto kd ka dusra nam hai skills ya fir aapka iq level aap kese apne enemy ko spot karte hai aur kese aap uska kill karte hai yadi aapko enemy ko kill karne me problam face karni padti hai ya aapko spot karne me dikkat aati hai to aapka pubg ka kd bhut km hoga 1kd ya 1.50kd isse jada aapka kd nhi hoga isse pta chlta hai aap noob hai ya aapne abhi suruaat ki hai aap begginers hai 

dosto yadi aapka kill death 4 se 5 kill par enemy hai to aap acche player mane jate hai apni pubg ne kd ko lekar nya update diya hai jisme hmari kd chikken dinner par depent karti thi lekin abhi pubg ne is rules ko badal diya 

ab aapka sara game kills or match par depend karta hai aap jitna jada kill karoge aur jitna jada aap match khelege aapko us hisab se kd ka resho ghatega aur badega 

How To Increase KD In PUBG


dosto kd badane ke bhut sare tarike hai jinhe me snipped ki madad se aapko btata hu kd badane ke liye 


  • Best Sensitivity With Zayroscope 
  • Best Aim headshot
  • 4,5 Finger Claw Setting 
  • Best Processer Mobile Phone, Like iPhone, One+ Redmi note 10,
  • Play With Pro Squad
  • Best Control
  • Low Graphics Setting 
  • Training Center Practise 
  • kills bots


aaiye ab inse ek ek karke jaan lete kese kese in tips ki madad se aap aasani se kills kar sakenge chaliye suru karte hai 


Best Sensitivity With Zayroscope 


dosto kisi bhi pubg player ke liye aapke pubg game me control bhut jada matter karta hai moment karne ke liye agar aapke mobile ki setting acchi hai to aap control kar sakte hai aapko gyroscope ki practice karni chahiye taki jaldi moment ho 

Best Aim Headshot

dosto jab aap zyroscope ko control kar lete hai tab aapka aim improve ho jata hai aur jiska aim imorove ho gya vo aasani se enemy ka headshot le skta hai isliye aapko apne aim ko improve karne par focus karna chahiye 

4,5 Finger Claw Setting

jab aapka gyroscope aur aim improve hone lge ya aapko dikkat aane lge to aapko apne control setting ko claw setting me jaroor change karna chahiye dosto bade bade pubg player claw control setting ka istmal karte hai taki vah acche se moment kare aur unhe jump crouch and shoot karne ka mza aane lge 

High Performance Devise 

dosto aapko pubg ke liye accha sa phone kharidna hai jiska processer 800 ke upper ho jo pubg mobile ko acche se smoothly run kra sake aapko koi lag ya pin issue na aaye aur aap accha experence kar sake isliye aapko ye dhyan me rakhna jaroor chahiye 

Play Pro Squad

yha pro squad se matlb hai jo aacha khelta ho mtlb agar aapke teammate ya aap know ho jate hai to vo esi situation me apni team ko review kar sake aur aapko fir se game me la khada kare aur aapka match top 10 tak to jaye hi jaye taki aapke kd par aur servival time par imact na pade


Best Control 

yha best control se matlb hai aapke phone ki control setting jisme aata hai 

  • aapka pic and fire
  • gyroscope
  • jump
  • crouch
  • shoot
  • joystick
  • senstivity
  • bomb button
  • review option
  • aur apka Aim 


dosto agar aapne in chizo par control karna shik liya aap behtrin player ki list me aa jayege fark bas cantrol ka hota hai aapke device ka nhi agar pin acchi aa rhi hai aur smooth chal rha hai to aap enemy ki acche se band bja sakte hai 


Low Graphic

dosto agar aapka low-end device hai to aapko apne phone me low graphice setting ko apply karna hoga taki mobile jada heat na ho aur lag jesi bekar problem ka samna na karna pare 


Traning 

dosto pubg me ab bhut competition ho gya hai har koi pro player banana chahata hai aur pubg bhi apne user ke liye update lekar aata rhta hai isliye aapko hmaesa practice karni chahiye practice aapko hmesa behtar bnati hai 

kills bots

dosto aapko match me bot ko marna chahiye taki aapka kd me badotari ho kd badane ka ye aasan tarika hai 


Pubg Mobile  Game All Full Forms 


Pubg -P layerUnknown’s BattleGrounds

Bot- Robot

GG-Good Game

TPP- Thirt Party Person

FPP- First Party Person 



aapne sikha 

dosto ye kuch poit the pubg me apne kd ko improve karne ke trike to kesa lga hamara content agar aapko pasand aaya to share jaroor kre aur aapka koi swal ya sujhav haia comment jaroor kare 

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url